Interviews

UPSC interview, Lt Gen Raj Shukla board, 13 Jan 2025

13 Jan 2025

Name - Rohit sharma

Date - 13 january evening 3rd to go

Chair - Raj shukla aaj hi bana tha board

Key words - district shahjahanpur, chess , science fiction

Chair - aapko hindi to aati hogi to batiye ... asahmati ka samrthya aur sahmati ka vivek isse aap kya samjhte hain ....coninued with ...Basically ye kah rahe the ki govt ka kaphi criticism ho raha ,log karte hai to fir itta haiya tauba kyo macha hai ki godi media ho gya hai sab ....wo iska karan jaanna chah rahe the aisa kyo ho raha hai ..

M1 - north south divide ke karan aur repurcussion

I told reasons such as population language and historical

But historical wala achha nhi laga une ...maine bascically kaha ki south indian states to beginners advantage mila tha ...aur north me deindustrialisation ho gaya british time pe....he was like nhi up me kanpur textile hub tha ...60s ke kisi tv brand ka naam bataya ...aur bhi kuch bataya

Then he told me the repurcussion ki delimitation me seats jyada ho ajyegi north ki kya ye sahi hai

To maine kaha sir north me population jyada hai to unka share jyada rahega because Constitutional inclusivity ka idea hai aur sabka development then he be like to jiski population jyada hai usko jyada milega ...mtlb kamaye hum aur kharch kare north wale

Then member 2 ... madam asked why do you play chess

What movies you watch

Member 3 - repo

Reverse repo , rbi kyo use karta hai ....aur tools kya hai

Memeber 4 shahjahanpur me aap ky karoge ....i told eduaction -specially women literacy problem and issue of institutional delivery the he took me ki achha article batao inse related ....maine bola sayad 45 bole galat hai then asked

43 kya hai i dont know then 33 i forgot ...he be like tumhra to psir hai yaad hoga

Is was conversation jisme mujhe kuch khas aata to nhi tha jyada memeber 1 ne puch aur 4th wala sir in negatiove ki nahi mai jo bata raha hu wo galat hai ...baki apas me bhi baat kar rahe the ..ki sir aisa tha vaisa th