Interviews

UPSC interview, Preeti Sudan board, 14 Feb 2023 (Uttar…)

14 Feb 2023

Date and session of interview-14/02/2023 morning

Board- preeti sudan mam

Optional- History

Graduation- Mechanical engineering

Hobby-playing cricket and supporting family in agricultural activity

Chairman- Aap relax ho jao hum aapse normal batcheet krenge

1. Mechanical engineering ke bad history kyu

2.kaunsa kalkhand aapko jyada pasand hai

3. Ancient India me pasandida personality

4 Ashok kyu acha lgta hai

Uska history me kya yogdan hai

5. Agriculture me kya krte hai, kitani kheti hai

6.Animal kitne hai aur milk sell kaise krte hai

7. Kitne percent profit ho jata hai

8. Marketing aur cooperative ki condition kaisi hai

9. Dr Ambedkar ji ke bare me kuch btaye, unki Constitution ke alawa kya yogdan hai( DAF me name mention tha isliye)

10. Hindu code bill kya tha unhone resign kyu kiya tha

M1- msp kya hai, kaise decide hoti hai, deciding body kaunsi hai

2.A2+Fl kya hai kitne percent msp hota hai

3. Swaminathan aayog ki recommendation kya thi

4. MSP ko legalise kar dena chahiye ya nhi agar nhi to kyu nhi

5. UP ke liye agriculture policy design kaise kroge

6.Women cricket new devlopment kya ho rhe hai, women IPL me kya ho rha hai

7 women world Cup kha ho rha hai, India ki performance kya hai

8. Women team ke samne sbse mushkil team kaunsi hai

M3

1. Cricket ki important field positions kaun kaun si hai

2. Short leg par fielding krte time challenges kya hoti hai

3. Agriculture me important infrastructure kaun kaun se

4. Cold storage ki conditions kaisi hai India me

5. Agriculture mandi ki kya conditions hai, unke challenges kya hai

M4

1. Machines ki efficiency kya hoti hai

2 kya 100% efficiency possible hai agar nhi to kyu nhi

3 Entropy kya hoti hai

4 Dpsp kya hote hai kaun kaun se lagu kiye ja chuke hai

5 aapko kya lgta hai inka implementation acha ho rha hai

6 Kaun sa jise lagu krne ki bat chal rhi hai

7. Fundamental duties kya hai

8 right to education kya hai kis article me joda gya hai, kitne age tak diya jata hai

9. Costitution ke context me important dates kaun kaunsi hai

10. 26 November aur 26 January me kya difference hai

11 adopt krne ka kya mtlb hai aur lagu krne se kaise different hai

M5

1 china ki debt trap policy kya hai, India apne pdosi nations ko kaise bchaye

2. In context of Nepal

Kya India ko other nation ki internal politics me interfere krna cahiye- maine bola nahi

3 aapko nhi lgta ki hame other nation me apne profit ke according government bnani chahiye

4 Shri Lanka me kya crisis aayi thi aur kyu aayi thi, India kya help kiya tha

Chairperson- Thank u your interview over ab aap ja skte hai.....